Mere Sar ka itna Load,
Ek Aadha SQL ka Code
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na…
Ek Ladki Ka Extension,
Client call main attention
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na…,
Oracle ka ek error,
Certification ka ek paper
Pichhle Saat Dino Mein Maine Khoya
Kabhi Khud Pe Hansa Main Aur Kabhi Khud Pe Roya
Na Na Na Na Na …
Na Na Na Na Na …
Na Na Na Na Na …
Na Na Na Na Na ….
Last week ki effort report
full database ka export
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na…
Meri Lays ki packet,
Badminton ki Ek Racket
Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na…
Mera Ganja sa SPM,
Kal ki last bus of 9pm
Pichhle Saat Dino Mein Maine Khoya
Kabhi Khud Pe Hansa Main,
Aur Kabhi Khud Pe…Roya
Kaise Bhuloon Friday ka Din Aaya
Kisi Ne new process Ek meeting Mein Batlaya
Kaisa Pal Tha Jis Pal Maine Weekend support Pehli Baar Dekha Tha……
Hum Jo week-end support diye Pehli Baar Maine Jaana.. Kya Hai IT yaar
Maine Hosh Bhi Khoya Dil Bhi Khoya
Kabhi Khud Pe Hansa Main,
Aur Kabhi Khud Pe Roya
Na Na Na Na Na…
Na Na Na Na Na…
Na Na Na Na Na…
Na Na Na Na Na…
Maine Pichhle Saat Dino Mein Ye Sab Hai, Khoyahhhh!!!!!

mast:)
ReplyDelete